6 ways to make money online in India

 

6 ways to make money online in India

How to make money online



Iss article me mai 10 ways to make money online in India ke bare me bat karenge 

10 way to make money online in India


1. YouTube - YouTube se ham online Paisa kama shakte hai YouTube se online earning karane ke liye pahle hame YouTube account bannana hoga uske bad hame unique video upload karna hoga YouTube se hum 2 tarike se earning kar sakte hai pehla tarika aap affiliate marketing karke earning kar sakte hai aur dusra tarika Google AdSense se aap kama sakate hai lekin Google AdSense se earning karne ke liye aap ke pass 1 thousand watch time and 4 thousand subscribers hone chahiye tabhi aap Google AdSense se earning kar sakte hai.

2. AdSense -  Google AdSense  se aap Google ka platform hai Google AdSense se online earning ke liye 2 tarike hai pehla tarika aap YouTube se se AdSense account add kar ke earn kar sakte hai aur dushra tarika app kishi website me traffic la kar usse AdSense se approved Kara sakte hai.

How to make money online in India

3. Admob - Admob Google ka hi platform hai  ye AdSense ke tarah hi hai isse earning karne ke liye aap ke pass app hona chaiye aap app me admob ki I'd  laga kar earning kar sakte hai.

4. Affiliate marketing -  Affiliate marketing se ham bahot earning kar sakte hai affiliate marketing ka matalab aap uska saman bech kar kamishon pate hai jaise Amazon, Flipkart, etc.

How to make money online in India

5. App - aap apps se bhi earning kar sakte hai Kai apps refferal aur app installing ya fir surves dete jishse aap earning kar sakte hai.

6. URL shortner - URL shortner se aap earning kar sakte hai url shortner me aap ko sirf kishi URL ( link ) ko usme short kar ke ushe apne shocial Media account par share kar ke earning kar shakte hai.




How to make money online in India,

How to make money online,

How to make money online in India for students,

How to make money online for beginners.

Post a Comment

0 Comments